Thursday, 23 April 2020

Hathon Mein Jo Hai Daaman-e-Mahboob-e-Elaahi Lyrics | Roman, Hindi, Urdu | Lab Pe Naat Lyrics


Manqabat e Mehboob e Elaahi (ra)

Hathon mein jo hai daaman-e-Mahboob-e-Elaahi
Seena hai mera gulshan-e-Mahboob-e-Elaahi

Khaak-e-dar-e-Hazrat ka bana leta hoon surmaa
Kaafi hai mujhe aimaan-e-Mahboob-e-Elaahi

Ulfat ki fizaaein hain muhabbat ki hawaaein
Rahmat hai sir-e-madfan-e-Mahboob-e-Elaahi

Aye ‘Raaz’ sar-e-hashr main is shaan mein jaaun
Haathon mein liye daaman-e-Mahboob-e-Elaahi


🔹 Hindi 

हाथों में जो है दामन-ए-महबूब-ए-इलाही
सीना है मेरा गुलशन-ए-महबूब-ए-इलाही

ख़ाक-ए-दर-ए-हज़रत का बना लेता हूँ सुरमा
काफ़ी है मुझे ईमान-ए-महबूब-ए-इलाही

उल्फ़त की फ़िज़ाएँ हैं मुहब्बत की हवाएँ
रहमत है सिर-ए-मदफ़न-ए-महबूब-ए-इलाही

ऐ ‘राज़’ सर-ए-हश्र मैं इस शान में जाऊँ
हाथों में लिए दामन-ए-महबूब-ए-इलाही


🔹 Urdu (اردو)

ہاتھوں میں جو ہے دامنِ محبوبِ الٰہی
سینہ ہے مرا گلشنِ محبوبِ الٰہی

خاکِ درِ حضرت کا بنا لیتا ہوں سرمہ
کافی ہے مجھے ایمانِ محبوبِ الٰہی

اُلفت کی فضائیں ہیں محبت کی ہوائیں
رحمت ہے سرِ مدفنِ محبوبِ الٰہی

اے ‘راز’ سرِ حشر میں اس شان میں جاؤں
ہاتھوں میں لیے دامنِ محبوبِ الٰہی


No comments:

Post a Comment

Pyaare Nabi ﷺ ParHar subah-o-shaam lakhon durood aur lakhon salaam | Salaam

Pyaare Nabi ﷺ Par Har subah-o-shaam lakhon durood aur lakhon salaam, Padte hain mil kar saare ghulaam, Lakhon durood aur lakhon salaam. Mere...