Nabi Nabi Nabi Nabi
Mere pyare aye nabi
Sabke pyare hai nabi,
Tujh sa ala kon hai
Tujh sa wala kon hai,
Tere jaisa aye nabi sare alam mai kon hai,
Sabke pyare hai nabi,
Tujh sa ala kon hai
Tujh sa wala kon hai,
Tere jaisa aye nabi sare alam mai kon hai,
Nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi
Banda toh Banda
moula bhi kare,
Aise nabi se bhala
Kon mohabbat na kare,
moula bhi kare,
Aise nabi se bhala
Kon mohabbat na kare,
Nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi
Arsh pe gaye kya koi,
Usko dhkte hai sabhi
Tumhi toh ho woh nabi
Khadam jiske chume arsh bhi
Usko dhkte hai sabhi
Tumhi toh ho woh nabi
Khadam jiske chume arsh bhi
Nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi
Haq ko sune hai sabhi
Usko dekhe kya koi,
Haq ne khud tumko bolaya
Apna pyara dedar karraya
Usko dekhe kya koi,
Haq ne khud tumko bolaya
Apna pyara dedar karraya
Nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi
Ankhon me hai gumbad e khizra
Dil me talab e dedar e nabi
Mai hun ek ghulam tumhara
Dar pe apne bolao nabi
Dil me talab e dedar e nabi
Mai hun ek ghulam tumhara
Dar pe apne bolao nabi
Nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi
Gadeer e ghumme mustafa ne
Yeh elaan kardiya
Khud ko ali ke Aur ali ko
Apne naam karliya
Yeh elaan kardiya
Khud ko ali ke Aur ali ko
Apne naam karliya
Nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi
Hote mere har kaam hai
Aal e rasool ke naam se
Ghousul wara khwaja piya
Hashim piya bhi teri Aal se
Aal e rasool ke naam se
Ghousul wara khwaja piya
Hashim piya bhi teri Aal se
Nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi
Kitna pyara hoga woh manzar
Dehke log jab chera e anwar
Farishtey bhi sare wajd me honge
arsh pe milad manaye honge
Dehke log jab chera e anwar
Farishtey bhi sare wajd me honge
arsh pe milad manaye honge
Nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi nabi
Siraj kaise karre apki sana
Uski kya majal hai
Be ilmi gunahgar pe
Aapka yeh ek karam hai
Uski kya majal hai
Be ilmi gunahgar pe
Aapka yeh ek karam hai
No comments:
Post a Comment